Jinke liye-neha kakkar,jaani
Jinke liye hum rote hain song lyrics
Jinke liye ham rote hain
Ho jinke liye ham rote hain
voh kisi or ki baahon mein sote hain
Jinke liye ham rote hain
voh kisi aur ki baahon mein sote hain
Ham galliyon mein bhatakte firte hain
voh samandar kinaaaron pe hote hain
Jinke liye ham rote hain
voh kisi aur ki baahon mein sote hain
Paagal ho jaoge aanaa kabhi naa
Galliyon mein unki jaanaa kabhi naa
Janaa kabhi naa
Ham zinda gaye kareeb unke
Ab dekho mare huye laute hain
Jinke liye ham rote hain
voh kisi aur ki baahon mein sote hain
Hathon se khelte honge ya pairon se
Fursat kahan ab unko hai gairon se
Hathon se khelte honge ya pairon se
Fursat kahan ab unko hai gairon se
Unki mohabbatein har jagah
voh jo kehte the ham eklaute hain
Jinke liye ham rote hain
voh kisi aur ki baahon mein sote hain
Aaj us sakhs ka naaam batayenge
Jaani tha Jaani mile jis kayar se
Galti thi chhoti mohabbat kari jo
Ghalti badi thi ke kar baithe shayar se
Aag ka dariya zafa unki
Har din lagane gote hain
Jinke liye ham rote hain
Kisi aur ki baahon mein sote hain(x2)
Ho jinke liye ham rote hain
Kisi aur ki baahon mein sote hain
Jinke liye ham rote hain
Kisi aur ki baahon mein sote hain
ABOUT SONG
Song - Jinke Liye
Album - Jaani Ve
Singer - Neha Kakkar Feat. Jaani
Composer and Lyrics - Jaani
Music - B Praak
Music Label - T-Series
Album - Jaani Ve
Singer - Neha Kakkar Feat. Jaani
Composer and Lyrics - Jaani
Music - B Praak
Music Label - T-Series
please do not enter any spam link in the comment box ConversionConversion EmoticonEmoticon